MERE BHAI LOG LYRICS – KARMA | ALI ARMAAN ZAINVI
Mujhko apni zindagi se pyaar main chalu 40 30 pe
Paise jo kamaaye maine wo paise meri fees ke
Yaar uske aaye main akela tha wo 30 the
Maine haath chalaye fir khinch ke
Diya aankhein mich ke
Zindagi chalri koyi mushqil paheli si
Ladayi ki saari wajah uski wo saheli thi
Breakup ke baad dosti acche bure logon se
Powerpuff girls se mojo jojo se
Jo jo thhe saath mein abhi bhi wohi bhai log
Kya haal ae bolte bolte nai hi yo
Acche bure time mein pichhe hatne ko raazi nahi
Yaari ke mamle mein koi saude baazi nahi
Yaari ke mamle mein sabse aage saare sab
Mere gaane mujhse pehle mere se acha gaa re
Mere bhai log ke dialogue bahut khaas hain
Bhai log ke dialogue bahut khaas
Mere bhai log ke dialogue bahut khaas hain
Yo! Yo!
Laga ke number yeh jeete hain
Dum bhar ke peete hain
Khandar ke peeche hain andar bhi kheeche hain
Yaar dost mere jo september se peeche hain
Ladki ki, ladki ki saheliyan bhi bhadki hain
Kadki hai jeb mein par ghoomein banke raja sab
Tu aara hai ni aa ra baba aaja
Ab yaar le bro thoda maar le bro
Wo gaadi se pateli ek car le bro
Waise car to bekaar hai tu thar le bro
Ek kaam kar, harley le bro
Raay dete bole tum humse baad mein aaya bete
Jyada halla gulla ho toh chup chap chipkaye dete
Ek thaali se chaar log khaa re ab
Mere gaane mujhse pehle mujhse se acha gaa re
Mere bhai log ke dialogue bahut khaas hain
Bhai log ke dialogue bahut khaas
Mere bhai log ke dialogue bahut khaas hain
Yo! Yo!
Kharcha bas chu toh gaali de dil ka lagav bas farnali se
Sab benakab hai yaari mein saare janab sarkari hain
Sab bhari hai zamane ke khilaaf wo chakkar zaari hai
Yun ho ri tyaari hai ki aane wali baari hai
Chhote ghar ke ladke ghar mein ladke sabse lad jhagad ke
Addke dhar pakad ke badhte sabse naa pe ladke
Marke fattke padte padte kuch ni bhar ke parchi laa
Pakad ke ladke jo bhi tujhse bole zyada fadke kya
I rap for the best, cause all the best
**** what’s you said
Kapde gaadi sab utha li par saare
Xl size jab aaye mere saamne
Harkat na kar mera jahan mann maine likha wahan par
Maine pothi baat pata ni pata mane
Karma! Dehradoon ka mera khoon!
Khaas hain, khaas hain
Khaas hain, khaas hain
Khaas hain, khaas hain
Khaas hain, khaas hain
Ali bhai ke sangeet pe!