New Hindi Song Sharaab Lyrics Written by Bella and Music Given by YUNG J BEATS. Sharaab Song is Sung by Bella also Mix & Master by Bella.
SHARAAB LYRICS
SINGER | BELLA |
MUSIC | YUNG J BEATS |
LYRICIST | BELLA |
PLAY SHARAAB SONG
SHARAAB LYRICS – BELLA
Izzat utaaru teri lafz kare sharam nai
Jaisi bandi teri waisio pe rakhu nazar nai
Ye gucci waale laundo ki umer ka dosh hai
Sutta charas aadat hai qabool karta kon bai
Duniya ka sach hai ke sga apna koi nai
Hum bhi hraami kisi ke jaane ka gum nai
Agar m beekna chaahu aake baazar m toh
Mujhko jo khareede inki jebo m wo dam naii
Mein VIP hu yaani teri range m nai
Tu shukar mna abhi aaya rage mein nai
Deewanio se bhra pda pura sheher
Par bella apni aashiqi ko bechta nai
Fact hai bai fact hai
Apne jaisa duja nai
Thuuth bigde bando ki
Jab matha mera ghuma bai
Ese bhi shows kare hai lgaataar mene
Jahan janta ne in haatho ko
Aankho se lga chuma bai
Nawab hu mein mujhko shraab do
Haan duniya jaane meri aadatain khraab do
Ek logo se mein rakhta hu dooriya
Duja pesa hai toh behisaab aane do
Nawab hu mein mujhko sharaab do
Esa kon jise peso ki na pyaas ho
Agar khushi na khareed sake pesa
M hu khush apne aap se bas pesa behisaab do
Mene kmaaliya tabhi toh baji taaliya
Kya kia tune mujhe deke gandi gaaliya
Hraamipna chod toh tujhe btaunga mein
Teri gaalio ko mene naashte m khaaliya
Nasha mere uper jaana haavi ho gya hai
Yaa kahu ke mein nashe pe hi haavi ho raha hu
M bandio ke lie raatain jaagta nahi hu
Wo jo sapno mein aati uske lie so raha hu
Mein pagal ho gya hu ya mein safal ho raha hu
Ke jo bhi likhu panno pe wo sach ho raha hai
Ye kutte mere aage aake bhonkte nahi ab
Shayad cheeteh se ab bhidna inko tough lag raha h
Nawab hu mein mujhko shraab do
Haan duniya jaane meri aadatain khraab do
Ek logo se mein rakhta hu dooriya
Duja pesa hai toh behisaab aane do
Nawab hu mein mujhko shraab do
Pesa nasha pyaar chahiye bella aur aawam ko
Mein rakhu zyada faansla sabhi se
Kyunki wo nahi mashoor jise chuu pana aasan ho
Mein dheere dheere samjh gya kya hai jeena
Fir dhire dhire shuru kra mene peena
Ab jaam mein millata hu mein mere gum
Aur dhire dhire sikh gya aansu peena
Sharam nahi aati mujhe kehle tu kuch
Naam jaake mera teri bandi ko tu puch
Shaam hote hote mera pta bhi btaaegi wo
Raaat hote hote tujhe chod degi khud
Mein mehfilo mein anaa jana kar chuka band
Ab kisi ka sahara is dil ko manzur nai
Tutt ke bna toh bna sabse alag
Tera chod jana mujhe kabhi hua befizul nai
Nawab hu mein mujhko shraab do
Haan duniya jaane meri aadatain khraab do
Ek logo se mein rakhta hu dooriya
Duja pesa hai toh behisaab aane do